gayi raat
gehri neend mein tha
achanak pyaas lagi
uth baitha
ghar mein dekha
pani ki
ik boond nahin thi
waapis bistar par laut aaya
aankein kas kar band kar leeN
aur chal diya
khwaboN mein dariya dhoondhne
gehri neend mein tha
achanak pyaas lagi
uth baitha
ghar mein dekha
pani ki
ik boond nahin thi
waapis bistar par laut aaya
aankein kas kar band kar leeN
aur chal diya
khwaboN mein dariya dhoondhne